Barish Quotes In Urdu

  • Jis tarah barish khushk zameen ko zinda kar deti hai. Isi tarah sohbat ulma se dil zinda hota hai.
  • Barish ka nanha qatra badal se tabka... Jub us ne samandar ki chorai dekhi tou sharminda hua... Aur dil mein kaha keh... Samandar ke samne meri ki haisiyat hai... Is ke hote hue tou main na hone ke bababar hon... Jub us ne apne aap ko haqarat se dekha tou aik seepi ne us ko apne munh mein lay liya... Aur dil aur jaan se us ki parwarish ki... Thore hi dinon mein ye qatra aik qeemti moti ban gya... Aur badshah ke taj ki zeenat bana.

0 comments:

  © Urdu Sayings Hindi Quotes by Us 2013

Back to TOP